Monday, March 17, 2008

Bhool Ja - Shaan

In ansoonon se kisko kya hua hansil,
Mana kehna hai asan nibhana hai mushkil
Phir bhi ae yaar mere
Sunle meri intezaaa

Bhool ja, Jo hua use bhool ja, hai kasam tujhe muskura
khud ko na de yun saza, un yadon ko bhool ja

Wo to nahin tha teri wafon ke kabhil
Jane kya soch kar tune de diya apna dil
Is baar dil ka sauda karna na yun bewajhah

Bhool ja, Jo hua use bhool ja, hai kasam tujhe muskura
khud ko na de yun saza, un yadon ko bhool ja

Teri zindagi teri hai, kisi ki amant nahin
Jab chahe tod de aese ek imart nahin

Is baar dil ka suda karna na yun bewahja
Bhool ja, Jo hua use bhool ja, hai kasam tujhe muskura
khud ko na de yun saza, un yadon ko bhool ja
Jo hua use bhool ja, hai kasam tujhe muskura, khud ko yiun na de tu saza
un yadon ko tu bhool ja...

na nana bhool ja....

Khud ko yun na de tu saza
Un yadon ko tu bhool ja...

1 comment:

Unknown said...

its really awesome song dear......
thanx to finding me to its whole lyrics..!!!!


all the best to ur life !!!