Monday, July 07, 2008

Tujh se naraaz nahi zindagi


Tujh se naraaz nahi zindagi
Hairaan hoon main
Teray masoom sawaalo say
Paraishaan hoon main

Jeenay kay liyeh, Socha hi nahi
Dard sambhaalnay hongay
Muskuraai to,
Muskuraan kay
Qarz utaarnay hongay

Muskuraaon kabhi
To lagta haiy
Jaisay honto par
Qarz rakha haiy

Tujh se naraaz nahi zindagi
Hairaan hoon main

Zindagi teray
Gham nay humay
Rishtay naiy samjhaaiy

Milay jo humain
Dhoop may milay
Chaaoon kay thanday saaiye

Aaj agar
Bhar aaie haiy
Boondein baras jaaiy gee

Kal kya pata
Kin kay liyeh
Aankhein taras jaaingee

Jaanay kab gum hoya
Kahaan khoya
Ek aansoo chupa kay rakha tha

Tujh se naraaz nahi zindagi
Hairaan hoon main
Teray masoom sawaalo say
Paraishaan hoon main

1 comment:

popova said...

I love this song.The lyrics are simple yet effectual!I wish we could have more "Gulzar Sahebs" ..sigh!